gym jaane ke baad apni arms seedhi kyu nahi hoti ! prevention and causes!

Gym jaane ke baad apni baju iss liye poori seedhi nahi hoti kyonki apna tendon muscle fatt

What to do after tendon muscle crack πŸ‘‡πŸ‘‡πŸ‘‡πŸ‘‡
jata hai jo ki apne bicep mein hota hai. Problem vaha hai jahan prr yeh nahi hota vahan prr nahi jahan hota hai.  Jo aadmi gym join karta hai aur yeh dard pehle 4 ya 5 din rahega agar yeh dard ho toh aapko gym nahi chodh na aapko har roz jana hai. Tab hi yeh poori tarah se theek hoga. Issko repair karne ke liye high amount protein vegetables,non-veg etc.niche aapko diet plan dedunga πŸ‘‡πŸ‘‡πŸ‘‡πŸ‘‡πŸ‘‡πŸ‘‡
 Aapko khana padhta hai. Agar appko 1 ya 2 din huye hai gym jate ko to aapko sabse pehle stretching karni hai aur fir gym lagana shuru karna hai. Agar aapko body bana ni hai actual mein aapko 1 ya 2 saal har roz gym jana padega aur achi diet leni padegi. Tab hi aapki body bann payegi. Pehla ek hafta mix exercise lagao kyunki voh apke body ko mazboot karegi aur tab hi app poori tarah se gym jaane ke liye tyaar hoge. "Be consistent do hardwork" you are the only person who can make this work and you are the only person who can fuck this up.

Comments

Popular posts from this blog

vinicius got racially abused during real madrid vs Valencia match by valencia fans...πŸ₯Ί

Apni website banaye vo bhi sirf 30 seconds mein πŸ˜―πŸ‘‡2023!!

start investing with only 10 Ruppee 2023!! πŸ˜―πŸ‘‡